Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar haan
Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar
Haan sundar nagri gaata gaannv
Thandi-thandi thandi-thandi
Neem ki chhaanv
Haan sundar nagri gaata gaannv
Thandi-thandi thandi-thandi
Neem ki chhaanv
Hain bail sanwre sundar chhakdaa
Khat-khat khat-khat khat-khat chaltaa
Hain bail sanwre sundar chhkdaa
Khat-khat khat-khat khat-khat chaltaa
Sadaa-sadaa pyara-pyara
Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar
Woh dekho kheton ki hariyaali
Woh dekho kheton ki hariyaali
Patte naachen jhoomen daali-daali
Rahat chale aur chakkar khaaye
Chhal-chhal-chhal paani aaye
Rahat chale aur chakkar khaaye
Chhal-chhal-chhal paani aaye
Bahti hai hai amrit ki dhaaraa
Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar
Dekho-dekho bail chalen hmm
Gaadi se bhi tezz chalen ho o o o
Jyun nadiyaa ki lahar chale ho o o o
Jyun nadiyaa ki lahar chale
Aur bhi isko tezz chalaaun
Khil-khil-khil hansti jaaun
Aur bhi isko tezz chalaaun
Khil-khil-khil hansti jaaun
Aur kaanpe e shahri bechaaraa
Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar haan aa aa
Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar.
Shamshad Begum
Shanta Apte
Shamshad Begum
Ghulam Haider
Shamshad Begum
Shanta Apte