Chori chori jaise mori
Bindiya bhi haari nathani bhi haari
Chori chori jaise mori
Bindiya bhi haari nathani bhi haari
Haar dega mujhe bhi
Ye saiyaan juaari
Haar dega mujhe bhi
Ye saiyaan juaari
Chori chori jaise mori
Bindiya bhi haari nathani bhi haari
Haar dega mujhe bhi
Ye saiyaan juaari
Haar dega mujhe bhi
Ye saiyaan juaari
Khaake taaon khele daaon
Aaye haar haar ke
Chhin liye mohse mohe
Ghehne maar maar ke
Khaake taaon khele daaon
Aaye haar haar ke
Chhin liye mohse mohe
Ghehne maar maar ke
Rokun toh bairi mujhko sunaaye
Rokun toh bairi mujhko sunaaye
Chun chun ke gaali
Chori chori jaise mori
Bindiya bhi haari nathani bhi haari
Haar dega mujhe bhi ye saiyaan juaari
Haar dega mujhe bhi ye saiyaan juaari
Jaane sabhi haske kabhi
Kare koi baat na
Chhupke jaaye ghar ma aaye
Saari saari raat na
Jaane sabhi haske kabhi
Kare koi baat na
Chhupke jaaye ghar ma aaye
Saari saari raat na
Ab sakhi ri na main bihaayi
Ab sakhi ri na main bihaayi
Na main kunwaari
Chori chori jaise mori
Bindiya bhi haari nathani bhi haari
Chori chori jaise mori
Bindiya bhi haari nathani bhi haari
Haar dega mujhe bhi ye saiyaan juaari
Haar dega mujhe bhi ye saiyaan juaari.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Hemlata (Lata Bhatt), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)