Chunari bheeg jaye badan bheega jaye
Chunari bheeg jaye badan bheega jaye
Ho aag lagaye machalti jawani
Pade jab piya dekho sawan ka pani
Ho piya pani sawan ka pani
Pyar badha jaye aur dil duba jaye
Pyar badha jaye aur dil duba jaye
Ji mera chahe main karu manmani
Pade jab dekho gauri
Sawan ka pani
O gauri pani sawan ka pani
Chunari bheeg jaye badan bheega jaye
Pyar badha jaye aur dil duba jaye
Meri bhi aankho mein dekho piya tum
Dekho piya tum
Meri bhi aankho mein dekho piya tum
Ho indar danush si lagti hain ye
Indar danush si lagti hain ye
Chhed rahi aankho mein satrangi sapne
Kho sa gaya in rango mein main
Main bhi huyi hoon kitni deewani
Pade jab dekho piya sawan ka pani
Ho piya pani sawan ka pani
Pyar badha jaye aur dil duba jaye
Chunari bheeg jaye badan bheega jaye
Kisi sayar ki gazal lagti ho
Sirf teri sajni lagti hu
Tarasa hua ek but lagti ho
Tere dil ki kya lagti hu
Tuhi meri chahat tuhi zindgani
Pade jab dekho gauri sawan ka pani
Ho gauri pani sawan ka pani
Chunari bheeg jaye badan bheega jaye
Pyar badha jaye aur dil duba jaye
Aise mile hum tumse sanam
O sanam o sanam
Aise mile hum tumse sanam
Mil jaye jaise dharti ko gagan
Mil jaye jaise dharti ko gagan
Preet ke badal chaye hue hain
Aao bujha le dil ki tapan
Aao kare kuch aisi nadani
Sawan bhi gaye jiski kahani
Ha kahani sawan ka pani
Chunari bheeg jaye badan bheega jaye
Pyar badha jaye aur dil duba jaye
Chunari bheeg jaye badan bheega jaye
Pyar badha jaye aur dil duba jaye.
Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal, Manhar Udhas
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Kunal Ganjawala, Subhash Pradhan
Shabbir Kumar