O o o chupke se peechhe
Se aa ke muskaa ke
Ho o o chupke se peechhe
Se aa ke muskaa ke
Phir meri aankhen meenchogi
Tum kab aa ke ho o o
Chupke se peechhe se
Aake muskaa ke
Kya ab bhi baagh mein jaati ho tum. . .
Kya ab bhi baagh mein jaati ho tum
Apni saheli ko le kar
Ab bhi pareshaaniyon mein aksar hi
Karti ho behas jhunjhulaa ke ho chupke
Se peechhe se aa ke ae muskaa ke ho
Chupke se peechhe se aa ke ae
Muskaa ke ae
Kya ab bhi taash khelti ho kabhi
Waise hi thaath se rehti ho
Yaa ke bas pooja paath karti ho
Gaati ho bhajan ghabraa ke ho o o
Chupke se peechhe se aa ke ae muskaa ke ae
Phir meri aankhen meenchogi tum
Kab aa ke ho o o.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)