Churate ho nazre aji kis liye
Churate ho nazre aji kis liye
Ke zinda hai bas aap hi ke liye
Churate ho nazre aji kis liye
Ke zinda hai bas aap hi ke liye
Churate ho nazre aji kis liye
Agar bekarari na hoti
Haye ye halat hamari na hoti
Agar bekarari na hoti
Haye ye halat hamari na hoti
Luta te na dil ko khushi se
Jo marzi tumhari na hoti
Suno hale dil to khuda ke liye
Ke zinda hai bas aap hi ke liye
Churate ho nazre aji kis liye
Nashili nigaho pe sadke
Mohabbat ki raho pe kurban
Nashili nigaho pe sadke
Mohabbat ki raho pe kurban
Dil ka aana gunah hai to
Aise gunaho pe kurban
Bahakne lage hai kadam bin piye
Ke zinda hai bas aap hi ke liye
Churate ho nazre aji kis liye
Bahut hamne chahat chupai haye
Lagi dil ki kadmo mein layi
Bahut hamne chahat chupai haye
Lagi dil ki kadmo mein layi
Mite hum to khush hai zamana
Lute hum to chup hai khudai
Lute lut ke phir bhi na shikwe kiye
Ke zinda hai bas aap hi ke liye
Churate ho nazre aji kis liye
Ke zinda hai bas aap hi ke liye
Churate ho nazre aji kis liye.
Asha Bhosle, Kamal Barot
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Usha Khanna
Asha Bhosle