Haaye dard e dil
Zara zara
Detaa hai ji bada maza
Hans ke le
Jisey miley
Halkaa sa, thoda sa
Mein mar gayee
Dard e dil
Haaye zara zara
Deta hai ji bada maza
Kissa hai mashhoor
Ke ik ranjhaa thhaa
Ik thhi heer
Eh hey hey
Aa ha ha hey. . .
Kissa hai mash’hoor
Ke ik ranjhaa thhaa
Ik thhi heer
Yun ji khaaye jinhon ne
Ik dujje ki
Nazron wale teer
Marr gaye mit gaye
Haaye marr gaye mit gaye
Isi ki khaatir
Liyaa kaleja cheer
Mein marr gayee
Dard e dil
Zara zara
Deta hai ji bada maza
Hans ke le
Jisey miley
Halkaa sa, thoda sa
Main marr gayee
Dard e dil
Haaye zara zara
Deta hai ji bada maza
Romeo juliet
Lailaa majnu
Shirin aur farhaad
Eh hey hey
Aa ha ha hey. . .
Romeo juliet
Lailaa majnu
Shirin aur farhaad
Are aise kitne naam meri jaan
Hongey tum ko yaad
Bhari jawaani
Haaye bhari jawaani
Isi ki khaatir
Kar gaye jo barbaad
Main marr gayee
Dard e dil
Haaye zara zara
Deta hai ji bada maza
Kehne waale kehte rahey ke
Jaan ka hai ye rog
Eh hey hey
Aa ha ha hey. . .
Kehne waale kehte rahey ke
Jaan ka hai ye rog
Are phir bhi duniya ko afsaane
Pyar ke de gaye log
Huye deewaane
Haaye huye deewaane
Isi ki khaatir
Jogi le gaye jog
Main marr gayee
Dard e dil
Zara zara
Deta hai ji bada maza
Hans ke le
Jisey miley
Halka sa, thoda sa
Main marr gayee
Dard e dil
Haaye zara zara
Deta hai ji bada maza.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle