Duniya ke har kamaal mein
Paisa kamaal hai
Chaaron taraf bichhaa huaa
Paise kaa jaal hai haa
Paisa hi aadmi ki
Badaai ka hai nishaan
Paisa na ho to aadmi
Arhar ki daal hai
Daulat agar ho paas to haan
Arre waah ustaad
Arre daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo bulbul ka dil
Ya gul ka kalejaa khareed lo
Bulbul ka dil
Ya gul ka kalejaa khareed lo
Aahe waah
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo
Agar shaitaan ho dhanwaan
To bhagwaan hotaa hai
Arre gadhe ke paas ho paisa
To wo insaan hotaa hai
Aaaaa aaaa aaa
Yahaan paisa hi abba hai
Yahaan paisa hi amma hai
Kya samjhe
Na ho paisa to afsar gate ka
Darbaan hotaa hai
Waah waah waah waah
Paisa dikhaa ke koi bhi
Paisa dikhaa ke
Koi bhi rutbaa khareed lo
Paisa dikhaa ke
Koi bhi rutbaa khareed lo
Bulbul ka dil
Ya gul ka kalejaa khareed lo
Bulbul ka dil
Ya gul ka kalejaa khareed lo
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo
Aaaaaa aaaaa aaaaaa haaye
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo
Haa haa haa
Kahaa majnoon ne ik din ro ke yun
Lailaa ke abbaa se
Arre muhabbat ho gayee hai
Mujhko susrey teri bitiyaa se
Sunee ye baat to
Lailaa ke abbaa ko hansee aayee
Heen heen ha ha ho aaaheee hee
Arre duwanni ki ye soorat aur muhabbat
Meri lailaa se
Arre waah waah re waah
Paakit mein hai jo maal to
Aaa aaa aaa aaa
Paakit mein hai jo maal
To lailaa khareed lo
Paakit mein hai jo maal
To lailaa khareed lo
Bulbul ka dil
Ya gul ka kalejaa khareed lo
Bulbul ka dil
Ya gul ka kalejaa khareed lo
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo
Duniya khareed lo
Aji duniya khareed lo
Duniya khareed lo
Arre duniya khareed lo haaye
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo
Daulat agar ho paas to
Duniya khareed lo.
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar