Daur e khizan tha dil ke chman mein
Koi aaj banke bahar aa gaya hai
Tanhaiya thi viraniya thi
Koi aaj leke karar aa gaya hai
Daur e khizan
Koi dil kashi thi na koi khushi thi
Koi dil kashi thi na koi khushi thi
Badi kashmkash mein ye zindagi thi
Tum aa gaye jo sare sham dil ko
Aaj un khayalo pe pyar aa gaya hai
Daur e khizan
Ye kahte rahe dil se shabe gam ke saye
Ye kahte rahe dil se shabe gam ke saye
Chirage tamana koi to jlaye
Hansi chand chamka naya nur lekar
Umngo pe jaise nikhar aa gaya hai
Daure khiza tha dil ke chaman mein
Koi aaj banke bahar aa gaya hai
Tanhaiya thi viraniya thi
Koi aaj leke karar aa gaya hai
Daur e khizan tha.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Mehmood Ali
Kishore Kumar
Amit Kumar
Amit Kumar, Aparna Mayekar
Amit Kumar, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)