Deewana tera hai
Kasam yehi khaaye
Tere kadmon mein jhumti
Bahaar bichha dunga
Jo tu mil jaaye gazab ho jaaye
Tere duniya main khushiyon
Ke mele laga dunga
Deewana tera hai
Kasam yehi khaaye
Tere kadmon mein jhumti
Bahaar bichha dunga
Jo tu mil jaaye gazab ho jaaye
Tere duniya main khushiyon
Ke mele laga dunga
Oh haseena saath jeena
Dosti ka haath de de
Oh haseena dil jo chheena
Dosti ka haath le le
Deewana tera hai
Kasam yehi khaaye
Tere kadmon mein jhumti
Bahaar bichha dunga
Jo tu mil jaaye gazab ho jaaye
Tere duniya main khushiyon
Ke mele laga dunga
Aasmaano pe yehi hai likha
Naam tera hi hai mujhse judaa
Aasmaano pe yehi hai likha
Naam tera hi hai mujhse judaa
Tu to padhkar ke
Bhi anjaan hai yeh
Sataane ki hi pehchaan hai
Zid yehi hai tu meri hai
Aarzu yeh aakhri hai
Hai bada muskhil meri
Jaan tujh ko samjhaana
Deewana tera hai
Kasam yehi khaaye
Tere kadmon mein jhumti
Bahaar bichha dunga
Jo tu mil jaaye gazab ho
Jaaye tere duniya main
Khushiyon ke mele laga dunga
Aap is dil ko dukhaate hai kyon
Dur yun katraake jaate hai kyon
Aap is dil ko dukhaate hai kyon
Dur yun katraake jaate hai kyon
Kuch kami hum mein
Jo ho to bata de
Hum to khud ko
Bhi badal ke dikha de
Baat jo bhi aap ki hai
Sar juka ke maan li hai
Pyaar itna karne
Wala payange kahan
Deewana tera hai
Kasam yehi khaaye
Tere kadmon mein jhumti
Bahaar bichha dunga
Jo tu mil jaaye gazab ho jaaye
Tere duniya main khushiyon
Ke mele laga dunga
Oh haseena saath jeena
Dosti ka haath de de
Oh haseena dil jo chheena
Dosti ka haath le le.
Pamela Jain, Sonu Nigam
Preeti Uttam Singh, Sonu Nigam
Pamela Jain
Kamal Khan
Sonu Nigam
Hema Sardesai, Sonu Nigam
Pamela Jain, Udit Narayan