Deewane o deewane
Duniya ko tu kya jane
Deewane o deewane
Duniya ko tu kya jane
Deewane o deewane
Duniya ko tu kya jane
Zindagi hain yahin
Ye tujhe kya pata
Ik nazar dekh ke
Kar diya faisla
Tu hain sar phira
Ik nazar dekh ke
Kar diya faisla
Tu hai sar phira
Deewane o deewane
Duniya ko tu kya jane
Zindagi hain yahin
Ye tujhe kya pata
Ik nazar dekh ke
Kar diya faisla
Tu hain sar phira
Kuch teri nadani
Kuch meri majboori
Najdiki se pahle
Dekhi hamne doori
Do ghadi hale
Dil tune jo sun liya
Tera sukariya
Ye magar yad rakh
Kuch nahi bebandha
Ik nazar dekh ke
Kar diya faisla
Tu hai sar phira
Rona ho ya gana
Hamne kab na jana
Jeena hain to denge
Jeene ka jurmana
Kya mila kya gaya
Kya kahun main bhala
Sab hain bekhata
Bat yeh hath hain
Waqt hain bewafa
Ik nazar dekh ke
Kar diya faisla
Tu hai sar phira
O ek sapna dekha tha
Kya acha lagta tha
Kismat hain yeh meri
Phir tukde hona tha
Wo tera rashta
Ye mera rashta
Dilbar alwida
Jo hua so hua
Maaf kar bhul ja
Ik nazar dekh ke
Kar diya faisla
Tu hain sar phira
Deewane o deewane
Duniya ko tu kya jane
Zindagi hain yahin
Ye tujhe kya pata
Ik nazar dekh ke
Kar diya faisla
Tu hai sar phira.
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Asha Bhosle, Suresh Wadkar