Deewane ye ladke
Kudio pe marte hai
Kudio jaise fashion
Dekho ye karte hai
Kano mein ye bali dekho
Chal uspe matwali dekho
Bekar hai koi kam
Karte na dharte hai
Gap shap mein in logo ke
Din rat gujarte hai
Is nayi gali ke ladko ki
Kudio ki tarah hi murat hai
Kya khub safa chat muche hai
Kya chikni chikni surat hai
Ye gal gulabi hai inke
Ye bal bhi lambe hai
Koi mardo jaise bat nahi
Ye chalte firte khambe hai
Are jab dekho in chikno ko
Ye hamse ladte hai
Apne maa bap ki daulat pe
Kammbaksht akadte hai
Deewani ye kudiya
Ladko pe marti hai
Isiliye ladko ki ye copy karti hai
Kate hue ye bal dekho
Tedhi medhi ye chal dekho
Ladke hai aage aage
Ye piche chalti hai
Hum kyu na inko chede
Ye hamse jalti hai
Ladko ki tarah hi ye kudiya
Peeti hai peelati hai
Sare aam ye sigrate fukti hai
Phir kya kya nakhre dikhati hai
Ye cap lagati hai dekho
Ye jean inhone pahni hai
Aurat ki tarah sadi pahne
Ye bat hame bas kahni hai
Ye jan bujh ke ulte hi
Rashto pe chalti hai
Khati hai jab thokar to
Hatho ko malti hai
Deewane ye ladke
Kudio pe marte hai
Isiliye ladko ki ye copy karti hai
Kano me ye bali dekho
Tedhi medhi ye chal dekho
Bekar hai koi kam
Karte na dharte hai
Hum kyu na inko chede
Ye hamse jalti hai.
Sadhana Sargam
Mohammed Aziz, Sadhana Sargam
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle