Dekha maine dekha
Sapno ki ek rani ko
Rup ki ek mastani ko
Masti bhari jawani ko
Haye re haye maine dekha
Haye haye dekha maine dekha
Dekha maine dekha
Thi badi wo chanchal
Haye le gayi dil matwala
Mera le gayi dil matwala
Pyar ka kya samjhe tu
Ghoda chalane wala
Ghoda gadi chalane wala
Thodi si wo kali thi
Thodi si wo kali thi
Badi hi gusse wali thi
Lekin wo dil wali thi
Jisko maine dekha
Haye re haye maine dekha
Haye haye dekha maine dekha
Dekha maine dekha
Tan se aachal khiska
Cham se wo jab nikli
Cham se wo jab nikli
Lut ke le gayi mahfil
Ban ke wo jab nikli
Ban ke wo jab nikli
Sundar thi albeli thi
Sundar thi albeli thi
Lagti nayi naweli thi
Pyar ki ek paheli thi
Jisko maine dekha
Haye haye maine dekha
Haye haye dekha maine dekha
Dekha maine dekha
Jee mera ye chahe
Mang main uski bhar du
Mang main uski bhar du
Apna sara jiwan
Usko arpan kar du
Mai usko arpan kar du
Dunia ko dikhlaunga
Dunia ko dikhlaunga
Apna use banaunga
Kisi bhi surat paunga
Jisko maine dekha
Haye haye maine dekha
Haye haye dekha maine dekha
Dekha maine dekha
Sapno ki ek rani ko
Rup ki ek mastani ko
Masti bhari jawani ko
Haye re haye maine dekha
Haye haye dekha maine dekha
Dekha maine dekha.
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Mahendra Kapoor