Dekho Dekho Gadbad Ghotala - Sangram lyrics | Sangram - Dekho Dekho Gadbad Ghotala lyrics

Dekho Dekho Gadbad Ghotala is a hindi song from the 1950 movie Sangram. Dekho Dekho Gadbad Ghotala singers are Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum. Dekho Dekho Gadbad Ghotala composer is Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) and Dekho Dekho Gadbad Ghotala lyricist or song writer is Brajendra Gaud. Dekho Dekho Gadbad Ghotala music director is Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Dekho Dekho Gadbad Ghotala features Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Nawab, Shashi Kapoor. Dekho Dekho Gadbad Ghotala director is and the producer is . The audio of Dekho Dekho Gadbad Ghotala song was released on null by Saregama. Dekho Dekho Gadbad Ghotala YouTube video song can be watched above.


Dekho dekho gadbad ghotala
Dekho dekho gadbad ghotala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Kya kala ho kala ho kala ho kala
Dekho dekho gadbad ghotala
Dekho dekho gadbad ghotala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala


Wo pardesi aur wo maklin
Chhup chhup kar kyon
Milte hain pal chhinn
Wo pardesi aur wo maklin
Chhup chhup kar kyon
Milte hain pal chhinn
Nazar nazar se milti hai jab
Dil ki kali yun khilti hai tab
Ek chaabi se khul jaata hai
Nau kamron ka taala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Dekho dekho gadbad ghotala
Dekho dekho gadbad ghotala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala


Wo boli wo boli
Kya mat jaa bedardi
Wo bola wo bola bhai teri marzi
Na pagdi diya na kiraaya
Na pagdi diya na kiraaya
Muft mein dil ka bangla paaya
Muft mein dil ka bangla paaya
Aankhon ki chauki se ghus kar
Dil mein dera daala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Dekho dekho gadbad ghotala
Dekho dekho gadbad ghotala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala


Sun sun maina kehta hai totaa
Hua ye wahi jo hai hota
Hua ye wahi jo hai hota
Unki baat un par hi chhodo
Unki baat un par hi chhodo
Ab tum humse naata jodo
Ishq mein humko yun na sataao
Ishq mein humko yun na sataao
Jaao jaao jaao jaao jaao


Haaye re haaye
Re haaye re haaye re haaye
Tere nakhre mein garam masaala
Ho tere nakhre mein garam masaala
Ho tere ho tere
Ho tere nakhre mein garam masaala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Dekho dekho gadbad ghotala
Dekho dekho gadbad ghotala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala.



Movie/album: Sangram
Singers: Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum
Song Lyricists: Brajendra Gaud
Music Composer: Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Director: Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Nawab, Shashi Kapoor
Release on: null
1. Who is the music director of the song Dekho Dekho Gadbad Ghotala
Ans: Dekho Dekho Gadbad Ghotala song music director is Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
2. Who is/are the singer/singers of the song Dekho Dekho Gadbad Ghotala
Ans: Dekho Dekho Gadbad Ghotala song singers are Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum
3. Who is the Composer of the song Dekho Dekho Gadbad Ghotala
Ans: Dekho Dekho Gadbad Ghotala song composer is Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
4. Who is the Lyricist of the song Dekho Dekho Gadbad Ghotala
Ans: Dekho Dekho Gadbad Ghotala song lyricist is Brajendra Gaud
5. What is the movie of the song Dekho Dekho Gadbad Ghotala
Ans: Dekho Dekho Gadbad Ghotala song is from Sangram
6. Who wrote the song Dekho Dekho Gadbad Ghotala
Ans: Dekho Dekho Gadbad Ghotala song is written by Brajendra Gaud

Find other songs in - Sangram

1
Wo Unka Muskurana

Arun Kumar

2
Dil Diya Hai

Lata Mangeshkar

3
Kas Ke Kamar Hoja Taiyar

Lata Mangeshkar, Shamshad Begum

4
5
Ulfat Ke Jadu Ka

Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

6
Ho Masti Mein Dole Jiya

Lata Mangeshkar

7
O Tera Chhup Chhup Ke Chale Aana

Kamal Barot, Mohammed Rafi

8
Dum Dum Dumru Baje

Kamal Barot, Lata Mangeshkar

10
Yehi To Hai Wo Mehfil

Lata Mangeshkar

11
Sultana Mera Naam

Lata Mangeshkar

12
Dildar Humare Dil Ko

Anuradha Paudwal, Kishore Kumar, Mohammed Rafi

13
Allah Hi Dega

Mohammed Rafi

14
Bheegi Huyi Hai Raat

Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu

15
Dil Mein Mohabbat Hain

Kumar Sanu, Sunanda

16
Baaton Se Teri

Alka Yagnik, Mukul Agarwal

17
Udte Badal Se Poocha

Sadhana Sargam