Dhalti jaye raat
Kahe le dil ki baat
Shama parvane ka
Na hoga phir sath
Dhalti jaye raat
Kahe le dil ki baat
Shama parvane ka
Na hoga phir sath
Dhalti jaye raat
Mast nazaare chand sitare
Raat ke mehman hai yeh sare
Uth jaayegi shab ki mehfil
Nur e sahar ke sunake nakare
Ho na ho dubara mulaqat
Dhalti jaye raat
Nid ke bas mein khoyi khoyi
Kul duniya hai soi soi
Aise mein bhi jaag raha hai
Hum tum jaisa koi koi
Kya hasi hai taro ki barat
Dhalti jaye raat
Jo bhi nigahe char hai karta
Uspe zamana vaar hai karta
Hun rahe wafa ka ban ke rahi
Phir bhi tumhe dil pyar hai karta
Baitha na ho le ke koi ghat
Hun dhalti jaye raat
Dhalti jaye raat
Kahe le dil ki baat
Shama parvane ka
Na hoga phir sath
Dhalti jaye raat
Kahe le dil ki baat
Shama parvane ka
Na hoga phir sath
Dhalti jaye raat.
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Asha Bhosle