Dharam ke khatir chhod
Ke apna raj path dhan dhan
Dekho dharam ke khatir chhod
Ke apna raj path dhan dhan
Hanste hanste chale re van
Ko chhod ke sab aaram
Dekho dharam ke khatir chhod
Ke apna raj path dhan dhan
Rah rok ke khadi hai
Dekho dukhiyari gau mata
Nir baha ke kahti hai
Nir baha ke kahti hai
Kyu bairi huya vidhata
Kyu bairi huya vidhata
Pavan bhi roye gagan bhi roye
Pavan bhi roye gagan bhi roye
Roye dhalti sham
Hanste hanste chale re van
Ko chhod ke sab aaram
Dekho dharam ke khatir chhod
Ke apna raj path dhan dhan
Rang birange phulo si komal
Jinki ye zindagani
Rang birange phulo si komal
Jinki ye zindagani
Parjha ki khatir bane bhikhari
Bhan ye raja rani amar rahega
Amar rahega is dharti par
In dono ka naam
Hanste hanste chale re van
Ko chhod ke sab aaram
Dekho dharam ke khatir chhod
Ke apna raj path dhan dhan
Dekho dharam ke khatir.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Suman Kalyanpur