Dharti maa ka maan hamara
Pyara lal nishan
Nawyug ki muskan hamara
Pyara lal nishan
Dharti maa ka maan hamara
Pyara lal nishan
Navyug ki muskan hamara
Pyara lal nishan
Punjiwad se dab na sakega
Ye majdur kishan ka jhada
Punjiwad se dab na sakega
Ye majdur kishan ka jhada
Mehnat ka hak lekar rahega
Mehnat insan ka jhanda
Mehnat ka hak lekar rahega
Mehnat insan ka jhanda
Yodha aur balwan hamara
Pyara lal nishan
Dharti ma ka maan hamara
Pyara lal nishan
Nawyug ki muskan hamara
Pyara lal nishan
Is jhande se saans ukhadati
Chor munafa khoro ki
Is jhande se saans ukhadati
Chor munafa khoro ki
Jinhone insano ki halat akrdi
Dangar khoro ki
Jinhone insano ki halat akrdi
Dangar khoro ki
Unke dilo mein naam hamara
Pyara lal nishan
Dharti ma ka maan hamara
Pyara lal nishan
Navyug ki muskan hamara
Pyara lal nishan
Factoriyo ke dhul dhue mein
Hamne khud ko pala
Factoriyo ke dhul dhue mein
Hamne khud ko pala
Jhun pilkar lohe ko is
Desh ka bhar sambhala
Jhun pilkar lohe ko is
Desh ka bhar sambhala
Mehnat ke is puja ghar
Par pad na sakega tala
Mehnat ke is puja ghar
Par pad na sakega tala
Desh ke sadhan
Desh ka dhan hai
Janle punji wala
Desh ke sadhan
Desh ka dhan hai
Janle punji wala
Jitega maidan hamara
Pyara lal nishan
Pyara lal nishan.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi