Ho daso disao mujhse na chupao
Suno devtao mujhe batao
Mere piya gaye to kaha gaye
Dharti se gagan tak dhundu re
Mere piya gaye to kaha gaye
Mai ro ro unhe pukare
Mujhe rula gaye to kaha gaye
Dharti se gagan tak dhundu re
Mere piya gaye to kaha gaye
O chand sitaro tum bolo
O chand sitaro tum bolo
O megh bayaro tum bolo
O chand sitaro tum bolo
O megh bayaro tum bolo
Aasha ka diya jalakar
Phir bujha gaye to kaha gaye
Dharti se gagan tak dhundu re
Mere piya gaye to kaha gaye
Mai dulhan bani piya ki thi
Mai dulhan bani piya ki thi
Abhi rat milan ki baki thi
Sir phir sindur lagakar mita gaye
To wo kaha gaye
Dharti se gagan tak dhundu re
Mere piya gaye to kaha gaye
Ho janam maran dene wale
O jana maran dene wale
Mauto se man bahlale
O jana maran dene wale
Mauto se man bahlale
Par itna jo jite the
Ghar mujha gaye to kaha gaye
Dharti se gagan tak dhundu re
Mere piya gaye to kaha gaye
Mere piya gaye to kaha gaye
Mere piya gaye to kaha gaye
Kaha gaye kaha gaye kaha gaye
Kaha gaye.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar