Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Bolo sarkar kaha
Ye rashta bhule tum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Bolo sarkar kaha
Ye rashta bhule tum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Tumhari to phul ki dunia hai
Yaha bas dhul ki dunia hai
Tumhari to phul ki dunia hai
Yaha bas dhul ki dunia hai
Jungle ki rah bhi hai
Phulo ki chah bhi hai
Dekho bahar na ho jaye gum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Bolo sarkar kaha
Ye rashta bhule tum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Tu aanhko me
Aankhe na dal ke chal
Hai jadu ki nagri
Sambhal ke chal
Tu aanhko me
Aankhe na dal ke chal
Hai jadu ki nagri
Sambhal ke chal
Jadu sa ho jayega
Khanjar bhi kho jaye na
Ye talwar bhi ho jaye na gum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Bolo sarkar kaha
Ye rashta bhule tum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Najar me hai shan shikari ki
Magar hai kaman utari si
Najar me hai shan shikari ki
Magar hai kaman utari si
Mahlo se dur bhi ho
Kuch majbur bhi ho
Dekho shikar na ho jaye gum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum
Bolo sarkar kaha
Ye rashta bhule tum
Dholak ye puche
Kud dhum kud dhum.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar