Dhundhti hai tujhe meri tanhaiya
Aye meri zindagi kho gayi tu kaha
Tere bin ajnabi hain zameen aasma
Aye meri zindagi kho gayi tu kaha
Teri chahat mein chahi thi hamne wafa
Ro diye yaad aayi jo dil ki khata
Teri chahat mein chahi thi hamne wafa
Ro diye yaad aayi jo dil ki khata
Jal rahi hain nazar uth raha hain dhua
Aye meri zindagi kho gayi tu kaha
Dhundhti hain tujhe meri tanhaiya
Aye meri zindagi kho gayi tu kaha
Kaisa mausam hain ye phool khilte nahin
Jakham silte nahin yar milte nahin
Kaisa mausam hain ye phool khilte nahin
Jakham silte nahin yar milte nahin
Hai baharo ke parde mein jaise fiza
Aye meri zindagi kho gayi tu kaha
Tere bin ajnabi hain zameen aasma
Aye meri zindagi kho gayi tu kaha
Hum ye samjhe the kuch roz mein
Tujhko ham bhul jayenge
Par bhul thi sanam
Hum ye samjhe the kuch roz mein
Tujhko ham bhul jayenge
Par bhul thi sanam
Dil se jati nahin parchaiya
Aye meri zindagi kho gayi tu kaha
Dhundhti hai tujhe meri tanhaiya
Aye meri zindagi kho gayi tu kaha.
Manhar Udhas, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)