Dil bhi tera ham bhi tere
Hamko pyare hai gham bhi tere
Dil bhi tera ham bhi tere
Hamko pyare hai gham bhi tere
Aur bhi ho sitam to kar le
Kyonki ham bhi tere
Dil bhi tera ham bhi tere
Lake toofano me rakh di
Tune naiya dard ki
Aur chalte imtihan hai
Ke na bhige daman bhi
Ke na bhige daman bhi
Ye bata de jab
Talak aajmayega dil ye
Dil bhi tera ham bhi tere
Badhte jate hai andhere
Dubi jati hai nigahe
Tere batke huye bande
Jaye to kidar jaye
Jaye to kidar jaye
Dur kyu hai data
Teri rahmat ke savere
Dil bhi tera ham bhi tere
Tu jo najaro se ghira de
To ye jina gunah hai
Apni duniya se utha le
Ab to yehi inteja hai
Malte malte bhi rahega
Naam tera ye labh mere
Dil bhi tera ham bhi tere
Hamko pyare hai gham bhi tere
Aur bhi ho sitam to kar le
Kyonki ham bhi tere
Dil bhi tera ham bhi tere.
Ratna Gupta
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Ratna Gupta
Lata Mangeshkar