Dil jo bhi kahey maane
Ab tum bhi ham bhi
Bas pyar ko pehchaane
Ab tum bhi ham bhi
Dil jo bhi kahey maane
Ab tum bhi ham bhi
Bas pyar ko pehchaane
Ab tum bhi ham bhi
Gaaye zindagi har ghadi
Ek nayi dilnashi dhun koi pyar ki
Baatein ham karey
Dhundta rehta hain dil
Jise aaise dildar ki
Mashhoor hue afsaane
Ke ham tum hain deewane
Kai gaate prem tarane
Ham bhi ho tum bhi ho
Har pal dekho toh har
Har pal kitna hasin hain
Pagal tumhara dil
Paagal hain ke nahi hain
Hum tum toh chale
Apne pyar bhare sapne
Is gagan ke tale
Yahi hamne toh samjha hain
Mashhoor hue afsaane
Ke ham tum hain deewane
Kai gaate prem tarane
Ham bhi ho tum bhi ho
Ho milke hain wahi mazil
Ke raahi chale hain
Khilke rahenge phool
Dil ke ham jo miley hain
Khushiyo ki dhup hain
Aao tum bhi muskurao
Badlo jo roop hain aankh
Milake tay karna hain
Mashhoor hue afsaane
Ke ham tum hain deewane
Kai gaate prem tarane
Ham bhi ho tum bhi ho
Dil jo bhi kahey maane
Ab tum bhi ham bhi
Bas pyar ko pehchaane
Ab tum bhi ham bhi
Gaaye zindagi har ghadi ek
Nayi dilnashi dhun koi pyar ki
Baatein ham karey dhundta
Rehta hain dil jise aaise dildar ki
Mashhoor hue afsaane ke
Ham tum hain deewane
Kai gaate prem tarane
Ham bhi ho tum bhi ho.
Mahalakshmi Iyer, Shankar Mahadevan, Shreya Ghoshal, Sudesh Bhonsle
Shankar Mahadevan
Sonu Nigam
Shankar Mahadevan, Shefali Alvares
Sudesh Bhonsle, Vaishali Samant