Dil Ke Sau Tukde - Auzaar lyrics | Auzaar - Dil Ke Sau Tukde lyrics

Dil Ke Sau Tukde is a hindi song from the 1997 movie Auzaar. Dil Ke Sau Tukde singers are Alka Yagnik, Kumar Sanu. Dil Ke Sau Tukde composer is Anu Malik and Dil Ke Sau Tukde lyricist or song writer is Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Dil Ke Sau Tukde music director is Anu Malik. Dil Ke Sau Tukde features Salman Khan, Sanjay Kapoor, Shilpa Shetty. Dil Ke Sau Tukde director is and the producer is . The audio of Dil Ke Sau Tukde song was released on 28th February, 1997 by Tips Music. Dil Ke Sau Tukde YouTube video song can be watched above.


Ye ishq hain ye junoon hain
Ye dard hain ye sukoon hai
Ye prem hain
Prem hai prem hain


Tum bachoge kis tarah kya
Ye aasaan kaam hain
Tum bachoge kis tarah kya
Ye aasaan kaam hain
Dil ke sau tukade hain
Haa dil ke sau tukade hain har
Tukade pe tera naam hain
Dil ke sau tukade hain
Har tukade pe tera naam hain
Tu hi meri subah
Tu hi meri shaam hain
Tu hi meri duniya
Tu hi meri jaan hain


Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Dil ke sau tukade hain
Dil ke sau tukade hain
Har tukade pe tera naam hain
Dil ke sau tukade hain
Har tukade pe tera naam hain
Tu hi meri subah
Tu hi meri shaam hain
Tu hi meri duniya
Tu hi meri jaan hain
Ye ishq hain ye junoon hain
Ye dard hain ye sukoon hai
Ye prem hain prem hai prem hain


Mohabbat karne waale ek hi
Dil mein rehate hain
Main unke dil mein rehati hu
Vo mere dil mein rehate hain


Le ke angdaayiya shabaab ki tarah
Khilne lagi main gulaab ki tarah
Mausam nasheela sharaab ki tarah
Le ke angdaayiya shabaab ki tarah


Oo le ke tujhe baahon mein ghoomta phiru
Baalon ko gaalon ko choomta phiroon
Dil mera cahe yuhi jhoomta rahu
Jhoomta rahu tuje choomta rahu


Tu hi bekaraari meri
Tu hi karaar hain
Mera jeena marna
Ab se tere hi naam hain
Tum bachoge kis tarah kya
Ye aasaan kaam hain
Tum bachoge kis tarah kya
Ye aasaan kaam hain
Dil ke sau tukade hain
Dil ke sau tukade hain
Haa dil ke sau tukade hain har
Tukade pe tera naam hain
Dil ke sau tukade hain


Jabtak hai aankhe tujhe dekhta rahu
Jabtak hai sanse tujhe sochata rahu
Mandir mein dil ke tujhe poojta rahu
Jabtak hai aankhe tujhe dekhta rahu
Dekho kise main tujhe dekhne ke baad
Chahu tuje main tujhe chahne ke baad
Pooju kise main tujhe poojne ke baad
Lab pe tera naam rahe dil main teri yaad
Tere shiva koi nahi mer jahaan main
Kudrat se paya hui jo tu enaam hai
Tum bachoge kis tarah kya
Ye aasaan kaam hain
Tum bachoge kis tarah kya
Ye aasaan kaam hain
Dil ke sau tukade hain
Dil ke sau tukade hain
Tum bachoge kis tarah kya
Ye aasaan kaam hain
Tum bachoge kis tarah kya
Ye aasaan kaam hain
Dil ke sau tukade hain
Dil ke sau tukade hain


Ye ishq hain ye junoon hain
Ye dard hain ye sukoon hai
Ye prem hain prem hai prem hain.



Movie/album: Auzaar
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer: Anu Malik
Music Director: Anu Malik
Music Label: Tips Music
Starring: Salman Khan, Sanjay Kapoor, Shilpa Shetty
Release on: 28th February, 1997
1. Who is the music director of the song Dil Ke Sau Tukde
Ans: Dil Ke Sau Tukde song music director is Anu Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Dil Ke Sau Tukde
Ans: Dil Ke Sau Tukde song singers are Alka Yagnik, Kumar Sanu
3. Who is the Composer of the song Dil Ke Sau Tukde
Ans: Dil Ke Sau Tukde song composer is Anu Malik
4. Who is the Lyricist of the song Dil Ke Sau Tukde
Ans: Dil Ke Sau Tukde song lyricist is Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
5. What is the movie of the song Dil Ke Sau Tukde
Ans: Dil Ke Sau Tukde song is from Auzaar
6. Who wrote the song Dil Ke Sau Tukde
Ans: Dil Ke Sau Tukde song is written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Find other songs in - Auzaar

1
Hum Aur Tum Aur Yeh Sama

Alka Yagnik, Anu Malik, Remo Fernandes

2
Tujhe Khas Fursat Se

Chandana Dixit, Kumar Sanu, Udit Narayan

3
Masti Ka Aalam Aaya Hai

Gurdas Mann, Ila Arun, Mou Mukherjee (Jojo), Sabri Brothers

4
Thahara Hai Yeh Sama

Alka Yagnik, Kumar Sanu

5
Dil Le Le Lena

Abhijeet Bhattacharya, Anamika Singh, Anu Malik, Mou Mukherjee (Jojo)

6
I Love You I Love You

Shankar Mahadevan