Hasrate barbaad meri
Dil ke armaan chur hai
Bebasi apni pe main
Aansu bahau raat din
Dil ke tod ke jaanewale o
Munh mod ke jaanewale o
Tu jaha bhi rahe aabad rahe
Aabad rahe
Teri yaad mein ek dil rota hai
Itna par tujhko yaad rahe
Tu jaha bhi rahe aabad rahe
Aabad rahe
Dil ke tod ke jaanewale o
Munh mod ke jaanewale o
Taqdeer ke malik ne kis din
Mujh bebas ki taqdeer likhi
Sab rang zalim duniya ke diye
Mere kismat mein yeh lakeer likhi
Yeh badkismat barbaad rahe
Yeh badkismat barbaad rahe
Tu jaha bhi rahe aabad rahe
Aabad rahe
Dil ke tod ke jaanewale o
Munh mod ke jaanewale o
Tu jaha bhi rahe aabad rahe
Aabad rahe
Dil ke tod ke jaanewale o
Munh mod ke jaanewale o
Meri mit gayoi saari hasarte
Mere armaano ka khoon hua
Tune pyar ke badle dard diya
Dil se niklegi yahi dua
Gham dene wala shaaz rahe
Gham dene wala shaaz rahe
Tu jaha bhi rahe aabad rahe
Aabad rahe
Dil ke tod ke jaanewale o
Munh mod ke jaanewale o
Tu jaha bhi rahe aabad rahe
Aabad rahe
Dil ke tod ke jaanewale o
Munh mod ke jaanewale o.
Husnlal Batish, Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Shiv Dayal Batish