Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Us ke kajal bina nain kaale
Aur kajal laga le to kya ho
Us ke hathon mein sukhi chaman ki
Aur mehendi laga le to kya ho
Us ke kajal bina nain kaale
Aur kajal laga le to kya ho
Us ke hathon mein sukhi chaman ki
Aur mehendi laga le to kya ho
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Haye mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Itna gussa kare wo haseena
Aur nakhre hai us ki jawani
Rang aata hai gore badan par
Jaise chandi pe sone ka pani
Itna gussa kare wo haseena
Aur nakhre hai us ki jawani
Rang aata hai gore badan par
Jaise chandi pe sone ka pani
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Kitni nazuk hai wo chhuyi muyi
Apne aanchal se khud dab rahi hai
Ek champa ki madhosh dali
Apne phulo se khud jhuk rahi hai
Kitni nazuk hai wo chhuyi muyi
Apne aanchal se khud dab rahi hai
Ek champa ki madhosh dali
Apne phulo se khud jhuk rahi hai
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi