Ho ek suraj nikla tha
Kuch paya pighla tha
Ek aandhi aayi thi
Jab dil se aah nikli thi
Dil se re dil se re
Dil to aakhir dil hai na
Meethi si mushkil hai na
Piya piya jiya jiya jiya na jiya
Piya piya jiya jiya jiya na jiya
Dil se re dil se re
Do patte patjhad ke
Pedon se utre the
Pedon ki shakhon se utre the
Phir utne mausam guzre
Woh patte do bechaare
Phir utne mausam guzre
Woh patte do bechaare
Phir ugne ki chahat mein
Woh sahraon se guzre
Woh patte dil dil dil the
Woh dil the dil dil the
Dil hai to phir dard hoga
Dard hai to dil bhi hoga
Mausam guzarte hi rahte hain
Dil se..
Dil to aakhir dil hai na
Meethi si mushkil hai na
Piya piya jiya jiya jiya na jiya
Piya piya jiya jiya jiya na jiya
Dil se re dil se re
Bandhan hai rishton mein
Katoon ki tarein hai
Pathar ke darwaze deewarein
Bele khilti ugti hain
Aur gucche bhi khilte hain
Woh chalte hai afsaane
Kirdaar bhi milte hai
Woh rishte dil dil dil the
Woh dil the dil dil the
Gham dil ke pad chulbule
Pani ke yeh bulbule hain
Bujhte hi bante rahte hain …
Dil se …
Dil to aakhir dil hai na
Meethi si mushkil hai na
Piya piya jiya jiya jiya na jiya
Piya piya jiya jiya jiya na jiya
Dil se re dil se re.
Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam
Lata Mangeshkar, M. G. Sreekumar
Mahalakshmi Iyer, Udit Narayan
Sapna Awasthi Singh, Sukhwinder Singh