Kisi ko mujhse pyar nahi hai
Koi bhi mera yar nahi hai
Maa bap bhai bahan
Dost dusman sab dekhe
Ruthe sab mujhse
Mai sabse rutha
Dil tuta dil tuta
Kya hai apna kya begana
Mera dusman sara jamana
Sabne mil jul ke mujhe luta
Dil tuta dil tuta
Aaj mohabbat karne wale
Nafrat kal karenge
Aaj mohabbat karne wale
Nafrat kal karenge
Jo khushi se jee rahe hai
Gum se wo marenge
Sari kasme hai jhuti
Har wada hai jhutha
Dil tuta tuta re
Haye re haye re tuta
Dil tuta
Kya hai apna kya begana
Mera dusman sara jamana
Sabne mil jul ke mujhe luta
Dil tuta dil tuta
Ek din jo rashte pe
Aankhe the bichate
Ek din jo rashte pe
Aankhe the bichate
Aaj aankhe fer li jo
Dekha mujhko aate
Usko dil me kaun basaye
Jisse ghar chuta
Dil tuta tuta re
Dil tuta haye tuta re
Tuta re.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Bhupinder Singh, Kishore Kumar, Rahul Dev Burman
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Hariharan
Raqueeb Alam, Sonu Nigam
Kavita Krishnamurthy
Ila Arun
S. P. Balasubrahmanyam, Sadhana Sargam, Swarnalatha