Din bahaar ke hain
Aao pyar kar le
Chup chap koi ikrar kar le
Din bahaar ke hain
Aao pyar kar le
Chup chap koi ikrar kar le
Din bahar ke hai
Dil yeh chahe chand
Sitaro ko chhule
In hawao ke sang
In ghatao ke sang
Jhula jhule jhula jhule jhule
Dil yeh chahe
Chand sitaro ko chhule
In hawao ke sang
In ghatao ke sang
Jhula jhule jhula jhule jhule
Dil yeh chahe
Nayi raho mein ghum
Ke chal diye aaj hum
Gaya bachpan gaya ab
Jawani ne rakha kadam
Naye arman hai naye tufan hai
Ham to phirte hai
Duniya ko ghumein
Yahi ghumein ghumein
Dil yeh chahe chand
Sitaro ko chhule
In hawao ke sang
In ghatao ke sang
Jhula jhule jhula jhule jhule
Dil yeh chahe
Din bahaar ke hain
Aao pyar kar le
Chup chap koi ikrar kar le
Din bahar ke hai
Mili yeh najar jab
Kisi se to ghabra gaye
Aise aankhe jhuki hum to
Khud se hi sharma gaye
Kaisa jadu hai dil bekabu hai
Hum to phirte hai
Duniya ko ghume
Yahi ghume ghume
Dil yeh chahe chand
Sitaro ko chhule
In hawao ke sang
In ghatao ke sang
Jhula jhule jhula jhule jhule
Dil yeh chahe
Din bahaar ke hain
Aao pyar kar le
Chup chap koi ikrar kar le
Din bahar ke hai.
Amirbai Karnataki
Amirbai Karnataki
Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Shailendra Singh
Kishore Kumar, Sayed Amir Ahmed
Kishore Kumar
Hariharan, Kishore Kumar
Mohammed Aziz
Asha Bhosle, Kishore Kumar