Aaye masto ki mehfil me
Bade bade mehman
Kis kis ki tarif karu mai
Hai ek se ek mahan
Sabke dil me chor hai
Oye sabke dil me chor hai
Arey sab ujiyale se ghabraye
Arey sab chahe andhiyara ho
Arey sab chahe andhiyara ho
Sabko dekhe ye sharmaye, kya
Diya bujhao jhatpat jhatpat
Diya bujhao diya bujhao
Bujhao ho jhatpat jhatpat
Jhatpat jhatpat jhatpat
Mat puchhiye ye shokgi
Hai kis karane
Aji hajrat ki tar
Karte hai dadi ki aad me
Aji hajrat ki tar
Karte hai dadi ki aad me
Dilbar ko aawaj karte hai
Iman ko bachao iman ko bachao
Hote hi rat kaht hai la zame sharab lao
Diya bujhao jhatpat jhatpat
Diya bujhao diya bujhao
Bujhao ho diya bujhao
Arey pandit se puchhiye
Kya karte hai ye kam
Arey mandir ka dan khate hai
Aur japte hai ram ram
Ram ram japna to ra mane apna
Ram ram japna to ra mane apna
Oo bale bale
Ram ram japna to ra mane apna
Ye jag jhuta hai sapna pagle
Ye jag jhuta hai sapna
Ab kahe ko sharma zara
Samne aao zara samne aao
Zara samne aao zara samne aao
Zara samne aao zara samne aao
Varna, diya bujhao bujhao
Bujhao bujhao diya bujhao
Dukhb de ye janta kitne bhi hum sahe
Dukhb de ye janta kitne bhi hum sahe
Aap hai bade rahish khandani rahish
Aur uncha khandan hai
Magar dil jawan hai.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar