Do do aane chaku char aane katari
Dil ke badle dete hai hum
Dil ki duniya sari
Do do aane chaku char aane katari
Dil ke badle dete hai hum
Dil ki duniya sari
Dekhe tere chaku dekhi haye katari
Dil ka sauda nahi karenge
Humko jaan hai pyari
Aaj sauda karle pyare
Kal warna pachhtayega
Aaj sauda karle pyare
Kal warna pachhtayega
Is saude se baz aaya main
Dil ka khun ho jayega
Chaku se bhi tej hai zalim
Nazar teri do dhari
Dil ka sauda nahi karenge
Humko jaan hai pyari
Do do aane chaku char aane katari
Dil ke badle dete hai hum
Dil ki duniya sari
Bachpan se is dil ko
Humne nazo se hai pala
Bachpan se is dil ko
Humne nazo se hai pala
Kaid tera duniya se
Isko laga diya kyu tala
Haldi papad chuhe jaise
Bano na tum vyapari
Dil ke badle dete hai hum
Dil ki duniya sari
Dekhe tere chaku dekhi haye katari
Dil ka sauda nahi karenge
Humko jaan hai pyari
Jitna tum inkaar karoge
Utna hi dil aayega
Jitna tum inkaar karoge
Utna hi dil aayega
Dil ki bato mein jo aaya
Jite ji mar jayega
Shiri aur farhad ke dil ko
Yahi to thi bimari
Dil ka sauda nahi karenge
Humko jaan hai pyari
Do do aane chaku char aane katari
Dil ke badle dete hai hum
Dil ki duniya sari
Dil ka sauda nahi karenge
Humko jaan hai pyari.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar