Do do pankh laga ke
Panchi banenge
Do do pankh laga ke
Neele gagan le udte udte
Chanda chhukar aayenge
Chhukar aayenge chanda
Do do pankh laga ke
Panchi banenge
Do do pankh laga ke
Aam churaye kuku gaye
Koyal koyal khele
Chupke chupke jakar maa ke
Hath se roti lele
Aam churaye kuku gaye
Koyal koyal khele
Chupke chupke jakar maa ke
Hath se roti lele
Maa pakde to furr se ud kar
Dur se shor machayenge
Hum shor machayenge
Do do pankh laga ke
Panchi banenge
Do do pankh laga ke
Pankh lagaye udte ude
Raj mahal mein jaaye
Singasan se chupke chupke
Taj pahan kar aaye
Pankh lagaye udte ude
Raj mahal mein jaaye
Singasan se chupke chupke
Taj pahan kar aaye
Raja ji ki maa ghabraye
Pahchane jab munna
Ha ha mauj udayenge
Do do pankh lagake
Panchi banenge
Do do pankh laga ke
Maa ki god mein lori sunke
Mich le dono aankho
Maa samjhe jab
So gaya munna
Sapne mein ud bhage
Maa ki god mein lori sunke
Mich le dono aankho
Maa samjhe jab
So gaya munna
Sapne mein ud bhage
Jaldi jaldi jakar hum phir
Suraj ko le aayenge
Hum suraj layenge
Do do pankh lagake
Panchi banenge
Do do pankh laga ke.
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Lata Mangeshkar