Do jahan wale tujhe
Do jahan ka wasata
Apne bando ko dikha
Jeene ka koi rasta
Do jahan wale tujhe
Do jahan ka wasata
Apne bando ko dikha
Jeene ka koi rasta
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Tu hi giradhar
Tu hi karim hain
Ram bhi tu aur
Tu hiĀ rahim hain
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Na teri surat hai koi
Na tera koi roop hain
Na teri surat hai koi
Na tera koi roop hai
Tu hawa hai tu ghata hain
Chanv hai tu dhoop hain
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Taaro mein hain noor tera
Tu hi phoolo mein hase
Tu hi dole dhadkano mein
Tu hi saanso mein base
Hum tujhe na dekh paye
Tu hame hai dekhata
Apne bando ko dikha
Jeene ka koi rasta
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Ye andhere raste hum ko
Kaha le jayenge
Tere nakshe pa pe chalne
Wale manzil payenge
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Banda parwar tere bando
Ko hai tera ashara
Hum ne kab kya bhul ki hum
Ko nahi hai ye pata
Baksh de hum se kabhi jo
Ho gayi ho kuch khata
Apne bando ko dikha
Jeene ka koi rasta
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Sachhe dil se jo pukare
To sune usaki sada
Tu agar chahe badal de
Waqt har faisala
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Tere dar pe hum murade
Pure karke jayenge
Ho gaye mayus to ghut
Kar yahi mar jayenge
Tu sune na to jise
Awaaz de tu hi bata
Apne bando ko dikha
Jeene ka koi rasta
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Tu hi giradhar
Tu hi karim hain
Ram bhi tu aur
Tu hi rahim hain
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Do jahan wale tujhe
Do jaha ka wasata
Apne bando ko dikha
Jeene ka koi rasta
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain
Aalla bhi tu hain
Daata bhi tu hain
Maula bhi tu hain
Vidhata bhi tu hain.
Johny Whisky, Kumar Kanchas, Sudesh Bhonsle
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Anup Jalota, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)