Do sadiyon ke sangam
Par milne aaye hain
Do sadiyon ke sangam
Par milne aaye hain
Do sadiyon ke sangam
Par milne aaye hain
Ek sadi ki shyaam jahan
Par ek sadi ka wahi savera
Samay na daale kahin bhi dera
Ek samay lekin do
Sadiyaan do sadiyaan
Ek samay lekin do
Sadiyaan do sadiyaan
Do sadiyon ke beech uthi
Do sadiyon ke beech uthi
Ehsaas ki ek deewar
Ehsaas ki ek deewar
Is deewar ke peeche jaa ke
Is deewar ke peeche jaa ke
Bhes badalta yeh samay
Bhes badalta yeh samay
Kya karta hai shringaar
Do sadiyon ke sangam
Par milne aaye hain
Do sadiyon ke sangam
Par milne aaye hain
Ek sadi ki shyaam jahan
Par ek sadi ka wahi savera
Samay na daale kahin bhi dera
Ek samay lekin do
Sadiyaan do sadiyaan
Ek samay lekin do
Sadiyaan do sadiyaan
Neele rang ke is daavan mein
Kitne sukun bhare lamhe hain
Neele neele rang mein rooh
Ke saare geet ghule hain
Surkhi jaise garam lahoon hai
Chhalak sharaab hai surkhi
Surkhi taaza zakhm jaise
Khilta gulaab hai surkhi
Haan jism mein behti saari
Surkhi rooh ke saare neele nagme
Do sadiyon ke sangam
Par milne aaye hain
Do sadiyon ke sangam
Par milne aaye hain
Ek sadi ki shyaam jahan
Par ek sadi ka wahi savera
Samay na daale kahin bhi dera
Ek samay lekin do
Sadiyaan do sadiyaan
Ek samay lekin do
Sadiyaan do sadiyaan.
Kavita Krishnamurthy
Bhupen Hazarika
Kavita Krishnamurthy