Aaj maine dil se badlo se milke
Aaj maine dil se badlo se milke
Sapno ki barish se kaliya saza ke
Behaki umango se khushboo churake
Halki si bundo mein lehro ki gunjo me
Ho gum ho jana re doob jana re
Mujhko doob jana re tere pas aana re
Mujhko doob jana re doob jana re
Mujhko doob jana re tere pas aana re
Mujhko doob jana re
Chalte chalte maine yuhi
Jane mere dil se aisa kya kah diya
Chalte chalte maine yuhi
Jane mere dil se aisa kya kah diya
Kyu ye mosam bhi ab lagta hai suhana re
Dhadkane bhi sath mere gungunati re
O yuhi mosam lagta ab suhana re
Dhadkane bhi sath mere gungunati re
Khamosh aaho ki ye simte irade
Masum palko pe sapne saza ke
Halki si bundo mein lehro ki gunjo mein
Ho gham ho jana re doob jana re
Mujhko doob jana re tere pas aana re
Mujhko doob jana re doob jana re
Mujhko doob jana re tere pas aana re
Mujhko doob jana re
Badlo se dil ka rishta hai purana re
Hai safar anjan lekin aazmana re
Badlo se dil ka rishta hai purana re
Hai safar anjan lekin aazmana re
Maine na socha na samjha na chaha
Rukte kadam phir bhi aise kyu chahe
Halki si bundo mein lehro ki gunjo mein
Ho gham ho jana re doob jana re
Mujhko doob jana re tere pas aana re
Mujhko doob jana re doob jana re
Mujhko doob jana re tere pas aana re
Mujhko dob jana re
Aaj maine dil se badlo se milke
Sapno ki barish se kaliya saza ke
Behaki umango se khushboo churake
Halki si bundo mein lehro ki gunjo mein
Ho gham ho jana re doob jana re
Mujhko doob jana re tere pas aana re
Mujhko doob jana re doob jana re
Mujhko doob jana re tere pas aana re
Mujhko dob jana re.
Mohit Chauhan
Mohit Chauhan
Naeem Ajmeri (Naeem Shamim Ajmeri), Rajendra Shiv