Doston kya kahein hum tumse fasan apna
Doston kya kahein hum tumse fasan apna
Aaj kuch bhi nahin, nahin kal tak zamana apna
Doston kya kahein hum tumse fasana apna
Doston kya kahein hum tumse fasan apna
Raat ne toda chand ka dil
Kho gai rahi se manzil
Aur hum kuch bhi kahey na paaye
Roye aur ansoo na bahaye
Doston kya kahein hum tumse fasana apna
Doston kya kahein hum tumse fasan apna
Tan hai lekin jaan nahin
Tan hai lekin jaan nahin
Jeene ka armaan nahin
Sarey humse tut chukke hai
Apne humse ruth chukke hai
Doston kya kahein hum tumse fasana apna
Doston kya kahein hum tumse fasana apna
Aaj kuch bhi nahin, nahin kal tak zamana apna
Doston kya kahein hum tumse fasana apna
Doston kya kahein hum tumse fasan apna.
Jaani Babu Qawwal
Mohammed Rafi