Dukh sukh ka hai neet ka naata
Ek jaata ek aata bande
Ek jaata ek aata
Sardi garmi toofaan barkha
Rain bina ka taanka bande
Rain bina ka taanka
Le himmat se kaam bande
Jeevan hai sangraam bande
Jeevan hai sangraam bande
Jeevan hai sangraam
Yeh gaana maine suna hai
Suna hoga mere baapu
Ise gaa gaakar bheekh
Maanga karte thhe
Jeevan hai sangram
Le himmat se kaam bande
Jeevan hai sangraam bande
Jeevan hai sangraam
Bande jeevan hai sangram
Tumhaare pitaji ne mujhe
Aas di thhi kya ajab hai
Tumhaare aasre mein
Wo poori ho jaaye
Khel khiladi phir se paasa
Jab tak saansa jab tak aasha
Le himmat se kaam bande
Jeevan hai sangraam bande
Jeevan hai sangraam
Khel khilaadi phir se paasa
Jab tak saansa jab tak aasha
Le himmat se kaam bande
Jeevan hai sangraam bande
Jeevan hai sangram.