Ho din saara maujein kare
Bin dulhe ki baraat mein
Chaahe naachega
Tu saath mein
Khud ki talaash ke
Zindagi ki taash ke
Hai patte tere haath mein
Dukki tikki bania
Begi badshah re
Panja chhakka bania
Begi badshah re
Bin dulhe ki baraat mein
Chaahe naachega
Tu saath mein
Khud ki talaash ke
Zindagi ki taash ke
Hai patte tere haath mein
Dukki tikki bania
Begi badshah re
Panja chhakka bania
Begi badshah re
Ho pairon ke bin
Paisa daude bhaage re
Chaahe ho jitna bhi
Ye thoda laage re
Pairon ke bin paisa
Daude bhaage re
Chaahe ho jitna bhi
Ye thoda laage re
Jitna tu aage bhaage
Utna ye peechhe re
Jitna tu peeche bhaage
Utna ye aage re
Chalti hai paise ki hi
Jhukta jahaan pyare
Seedhe karta saare kaare
Dukki tikki bania
Begi badshah re
O panja chhakka
Bania begi badshah re
Deti hai ye duniya
Sabhi ko mauka
Dhoka jo na dega
To khayega dhoka
Deti hai ye duniya
Sabhi ko mauka
Dhoka jo na dega
To khayega dhoka
Bas wohi seedha yahaan
Taana kaha maara jo
Sab se tu peeche chhoota
Dil se tu haara jo
Khul ke hai jeena to aao
Apni chalaa pyaare
Reh na pagle haare haare
Dukki tikki baniya
Begi badshah re
Panja chhakka baniya
Begi badshah re.
Anupam Amod, Mamta Sharma
Benny Dayal
Benny Dayal
Arijit Singh