Dulhe raja dekh
Dulhaniya doli layi hain
Arey dulhe raja dekh
Dulhaniya doli layi hain
Bend baza sath mein
Arey geet beet bazao baza
Bend baza sath
Mein barat aayi hain
Dulhe raja dekh
Dulhaniya doli layi hain
Bend baza sath
Mein barat aayi hain arey
Dulhe raja dekh
Dulhaniya doli layi hain
Main hoon kawari kanya mujhe
Ek marad ki zaroorat hain
Chal jaldi se ha kar de
Arey teri sakht zaroorat hain
Tere bacho ki amma banke main
Tujhko bap bana dungi
Do bache hum dono mujhe
Chhote kutumb ki zaroorat hain
Aaj hai apni shadi arey
Aaj hai apni shadi
Aur aaj sagayi hain
Dulhe raja dekh
Dulhaniya doli layi hain
Bend baza sath mein
Barat aayi hain arey
Dulhe raja dekh
Dulhaniya doli layi hain
Bahar nikal ke aaja
Tere sar pe sehara sazaungi
Jay balihari
Phir doli mein bithakar
Main apne ghar le jaungi
Tu doli mein jayega
Main ghode pe aaungi
Angreji mein kahte hain
Woh hanimun manaugi
Dekho kaware chhore ko
Dekho kaware chhore ko
Saram aayi hai
Dulhe raja dekh
Dulhaniya doli layi hain
Bend baza sath mein
Bend baza sath mein
Barat aayi hain
Ho dulhe raja dekh
Dulhaniya doli layi hain.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle