Duniya banane wale ne
Duniya banane wale ne
Jab chand banaya
Aur pani mein ek raat padi
Uski jo chhaya
Ek banwara panchhi
Yeh pukar utha ke haye
Yeh nur ke sanche mein
Dhala kaun haye
Itrake chand jake badlo
Mein chup gaya
Rone laga chakor se
Haye yeh kya hua
Phir sokhiye ne chand
Ke wo bhar diye
Be palak gurur ne
Ghatna suru kiye
Ek raat aisi aayi
Ek gayab wo gaye
Fitne jaga ke aap kahi
Jake so gaye
Us raat jo roya hai chakora
Harsay bhari sote
Huye ko jaga diya
Reham aa gaya rahim ko
Aur usne pukara
Are ja mere parinde
Teri bigdi ko sanwara
Yeh ishq khota tu zameen par
Wo arsh par
Rota rahega waqt ki
Gadiyo ko umar bahr
Ja teri dhadkane ne hume
Hume mom kiya hai
Humne zameen ka chand
Humne zameen ka chand
Tujhe bejh diya hai
Tujhe bejh diya hai.
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle