Duniyaa hamaare pyaar kii
Yuun hii javaan rahe
Main bhii vahiin rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa hamaare pyaar
Kii yuun hii javaan rahe
Main bhii vahiin rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Do din ki zindagi hai
Ise yuun guzaar de
Do din ki zindagi hai ise yuun guzaar de
Ujadi hui ye pyaar
Ki raahen sanvaar de
Ujadi hui ye pyaar
Ki raahen sanvaar de
Ham tum yahaan rahe
Naa rahe is kaa gam nahin
Lekin hamaare pyaar
Kaa baaki nishaan rahe
Main bhi vahin rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa hamaare pyaar ki
Yuunhi javaan rahe
Main bhi vahi rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa hamaare pyaar ki
Yuunhi javaan rahe
Main bhi vahi rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa men chhod
Jaayenge ham vo nishaaniyaan
Duniyaa men chhod
Jaayenge ham vo nishaaniyaan
Ban jaayengi jo pyaar
Ki mithi kahaaniyaan
Ban jaayengi jo pyaar
Ki mithi ahaaniyaan
Duniyaa hamaare baad
Hamen yuun karegi yaad
Do pyaar karane vaale
Hain par ek jaan rahe
Main bhi vahin rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa hamaare pyaar ki
Yuunhi javaan rahe
Main bhi vahin rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa hamaare pyaar ki.
Karan Deewan
Karan Deewan, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Shilpa Rao
M. M. Keeravani
Shankar Mahadevan, Shilpa Rao
Daler Mehndi
Karthik, Krishnakumar Kunnath (K.K), M. M. Keeravani