Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada
Main aawara beshara
Footpaath ne mujhe paala
Main aawara beshara
Footpaath ne mujhe paala
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada
Humrii pa pa humrii pa pa
Humrii pa pa humrii pa pa
Humrii pa pa humrii pa pa
Humrii pa pa humrii pa pa
Maine jo pee sharaab
Sharaabi keh diya
Use kyaa naam doon
Jise ne lahoon peeya
Maine jo pee sharaab
Sharaabi keh diya
Use kyaa naam doon
Jise ne lahoon peeya
Behaka jo peeke main
Gaaliya mile
Jisne ujhaade ghar
Usse taaliyan mili
Iss duniya mein
Bolo yaaro insaaf kahan hai saala
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada
Main aawara beshara
Footpaath ne mujhe paala
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada aa haa
Bachpan se aaj tak main
Dudata raha
Do rotiyo ke khaati
Jhooth bolata raha
Bachpan se aaj tak main
Dudata raha
Do rotiyo ke khaati
Jhooth bolata raha
Maanga jo maine pyaar
Nafrat mili
Sach bolane chalato
Gurbat mile
Aaj kal har jagah hain
Jhoothe ka bol baala
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada
Main aawara beshara
Footpaath ne mujhe paala
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada aa haa
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada aa haa.
Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy
Kishore Kumar, Sadhana Sargam
Mohammed Aziz
Kumar Sanu, Sadhana Sargam