Oo maa meri maa
Duniya se door jaa raha hoon
Main tere paas aa raha hoon
Duniya se door jaa raha hoon
Maa main tere paas aa raha hoon
Main bhi ye geet ga raha hoo
Duniya se
Duniya se door jaa raha hoon
Maa main tere paas aa raha hoon
Main bhi ye geet ga raha hoo
Saacha hai tera darbar mata
Juthas ye sara sansaar mata
Main tod aaya har ek nata
Maa sab ne mujko thukra diya hai
Maa sab ne mujko thukra diya hai
Main sabko
Main sabko thukra raha hoo
Maa main tere paas aa raha hoon
Duniya se door jaa raha hoon
Main tere paas aa raha hoon
E kaas mera bhi koi hota
Mere liye koi hasta rota
Har din na mujko kaante chubho ta
Asha nirasha ka dip banke
Asha nirasha ka dip banke
Main jalta
Main jalta bujhta raha hoo
Maa main tere paas aa raha hoon
Duniya se door jaa raha hoon
Main tere paas aa raha hoon
Main bhi ye geet ga raha hoo
Shero pe karti hai tu savari
Ye chand suraj tere pujari
Raja bhi tere dar ke bhikhari
Phaila de apni mamata ka aanchal
Phaila de apni mamata ka aanchal
Main haath
Main haath phaila raha hoo
Maa main tere paas aa raha hoon
Duniya se door jaa raha hoon
Main tere paas aa raha hoon
Maa meri maa, maa mein aa raha hoo,
Maa mein aa raha hoo
Paas tere eiy maa maa main aa raha hoo
Unche pahada valiye, unche pahada valiye
Sacha darbar tera tu nahi to kaun mera
Karde kripa
Unche unche mandira vaaliye
Unche unche mandira vaaliye
Saare bolo jai mata ji
Jam ke bolo jai mata ji
Prem se bolo jai mata ji
Jor se bolo jai mata ji
Maine suniya jai mata ji
Dil se bolo jai mata ji
Aavaj nahi aayi jai mata ji
Dil se bolo jai mata ji
Jai mata ji, jai mata ji,
Jai mata ji, jai mata ji
Ho maa main aa gaya
Ho maa main aa gaya.
Anu Malik, Udit Narayan
Alka Yagnik
Sonu Nigam
Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu