Dwar tihare aayi hoon
Maiya rakhle maan
Aaj tere hi hatho mein hai
Ek nirbal ke praan
Bujhti huyi is jyot ko
Tu phir se jaga de
Bujhti huyi is jyot ko
Tu phir se jaga de
Mitti hui ek aas ko tu
Phir se bandha de
Bujhti huyi is jyot ko
Tu phir se jaga de
Dube nahi maiya ye kisi
Aankh ka tara
Tute nahi ummid bhare
Dil ka sahara
Dube nahi maiya
Ye kisi aankh ka tara
Ek dil ka ujadta hua
Sansar basade
Bujhti huyi is jyot ko
Tu phir se jaga de
Bujhti huyi is jyot ko
Tu phir se jaga de
Pate hai murade apni
Yaha sare sawali
Kya main hi chali jau
Tere dwar se khali
Kya main hi chali jau
Tere dwar se khali
Tu le le mere praan
Le le mere praan
Magar inko dila de
Le le mere praan
Magar inko dila de
Ho maiya inko dila de
Ho maiya inko dila de
Ho maiya inko dila de
Ho maiya inko dila de.
Binapani Mukherjee, Lata Mangeshkar
Meena Kapoor
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)