Aye hasina aye hasina
Tera jo bhi naam hain
Ek aashiq ka tujhko salam hain
Aye hasina aye hasina
Tera jo bhi naam hain
Ek aashiq ka tujhko salam hain
Ye tera husn ye tera jadu
Rang hi rang khushboo hi khushboo
Ye tera husn ye tera jadu
Rang hi rang khushboo hi khushboo
Hur hain apsara hain pari hain
Aa batau kaun hain tu
Tu hain mallika tu hai mallika
Jamana gulam hain
Ek aashiq ka tujhko salam hain
Aye hasina aye hasina
Tera jo bhi naam hain
Ek aashiq ka tujhko salam hain
Koi tarif teri kare kya
Chal hai jaise bal khaye nadiya
Koi tarif teri kare kya
Chal hai jaise bal khaye nadiya
Hai najar jaise girti hain bijli
Hai ada jaise udti hai titli
Jism jaise jism jaise
Bhara ek jaam hain
Ek aashiq ka tujhko salam hain
Aye hasina aye hasina
Tera jo bhi naam hain
Ek aashiq ka tujhko salam hain
Kali zulfon mein ye chehra tera
Sham se mil raha hain savera
Kali zulfon mein ye chehra tera
Sham se mil raha hai savera
Phoolo se hoth chandan si bahe
Hum bata tujhko kaise na chahe
Tujhpe marna tujhpe marna
Hi ab apna kam hain
Ek aashiq ka tujhko salam hain
Aye hasina aye hasina
Tera jo bhi naam hain
Ek aashiq ka tujhko salam hain.
Kumar Sanu
Amit Kumar, Asha Bhosle