Ek ajnabi teri baho me rahe
Ek ajnabi teri baho me rahe
Mai dekhti rahu
Kuch na kah saku
Magar mai ye kahu
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ek ajnabi teri
Baho me rahe
Ek ajnabi teri
Baho me rahe
Mai dekhti rahu
Kuch na kah saku
Magar mai ye
Kahungi ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Teri wafa pe tha bharosha
Ki tune bewafai kisi ka ho gaya
Tune jara bhi ye na socha
Ke meri jindagi
Me andhera ho gaya
Gair ko jo chaha
Mujhme kya kami hai
Kal jo dil kashi
Thi aaj bhi wahi hai
Phir kisi ko kyu
Tu lagaye hai gale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ek ajnabi teri baho me rahe
Ek ajnabi teri baho me rahe
Mai dekhti rahu kuch na kah saku
Magar mai ye
Kahungi ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Kal ke wo mithe mithe wade
Wo kasme wo irade
Na jane kya hue
Jalim wo din hasi khushi ke
Nagmo me bekhudi
Ke zamane kya hua
Aaj aur kal me farq hai to itna
Aaj hai hakikat kal tha ek sapna
Bite sapne aasuo me dhal chuke
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ek ajnabi teri baho me rahe
Ek ajnabi teri baho me rahe
Mai dekhti rahu kuch na kah saku
Magar mai ye
Kahungi ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale
Ke mera dil jale.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle