Ek nanhi si gudiya nanhi si ek pari
Bhagwan ko likh baithi
Ek chitthi pyar bhari
Ek chitthi pyar bhari
Ek nanhi si gudiya nanhi si ek pari
Bhagwan ko likh baithi
Ek chitthi pyar bhari
Ek chitthi pyar bhari
Wo soch mein padh jati thi
Kehate the log jab sare
Upar bhagwan ke ghar mein
Papa rahte hain tumhare
Papa rahte hain tumhare
Bachche bhole hote hain
Jid than liya karte hain
Jo kuch sunte hai bado se
Sach man liya karte hain
Sach man liya karte hain
Papa ko vapis lane ki o o
Papa ko vapis lane ki
Man me umag kari
Bhagwan ko likh baithi
Ek chitthi pyar bhari
Ek chitthi pyar bhari
Jo log chale jate hain
Vapis kya wo aate hain
Marke bhi jo na tute
Kya aise bhi nate hain
Kya aise bhi nate hain
Aandhi mein bhi jalati hain
Lekin viswas ki jyoti
Viswas agar na hota
To ye duniya na hoti
To ye duniya na hoti
Taqdeer se takrane ki
Taqdeer se takrane ki
Viswas ne aas bhari
Bhagwan ko likh baithi
Ek chitthi pyar bhari
Ek chitthi pyar bhari
Ek nanhi si gudiya nanhi si ek pari
Bhagwan ko likh baithi
Ek chitthi pyar bhari
Ek chitthi pyar bhari.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Manhar Udhas