Ek dard utha haye ek dard utha
Ek dard utha haye ek dard utha
Ek bedardi gaw mein mere dil ka sahar luta
Ek dard utha haye ek dard utha
Ek dard utha haye ek dard utha
Kaun meri dhadkan me samaya
Man ki koyaliya kuk uhi
Tut gayi angadayi aur
Ek lambi huk uthi
Ek lambi lambi huk uthi
Aisa nisana jalim ka tha
Takne pe nahi ghutno mein
Aana baho mein nigaho mein are nahi
Are to phir kaha
Aisa nisana jalim ka tha
Sidha dil pe utar gaya
Haye ni ek dard utha
Ek dard utha haye ek dard utha
Ek dard utha haye ek dard utha
Jaise wk kali ko aake
Fagun sale lagaye re
Haye fagun sale lagaye re
Sada suhagan hui umange
Jab wo laut kar aye re
Haye jab wo laut kar aye re
Jab sapno ki hui sagai
Din ko nahi sham ko nahi
Raat ko parbhat ko phir kab
Jab sapno ki hui sagai
Ang ang mein shaur macha
Haye ni ek dard utha
Ek dard utha haye ek dard utha
Ek dard utha haye ek dard utha
Aanchal mera hua sarabi
Machal ke tan se lipat gaya
Haye machal ke tan se lipat gaya
Payal ka pagal ghunghru bhi
Bin chankaye chanak aya
Haye bin chankaye chanak aya
Dard hua rang sarp hua
Tikha tikha nahi mitha mitha nahi
Jara jara nahi to phir bada
Dard hua rang sarp hua
Aur sar pe pasina chhut gaya
Haye ni ek dard utha
Ek dard utha haye ek dard utha
Ek dard utha haye ek dard utha
Ek bedardi gaw mein mere dil ka sahar luta
Ek dard utha haye ek dard utha
Ek dard utha haye ek dard utha.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Zohrabai Ambalewali
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Shiv Dayal Batish
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mohammed Rafi