Ek do teen char
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Sabka hai kehna anpadh na rehna
Jao guru ji ke dwar
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Sabka hai kehna anpadh na rehna
Jao guru ji ke dwar
Ek do teen char
Patti likhna copy bhi padhna
Patti likhna
Patti likhna copy bhi padhna
Sare jag mein cham
Cham chamakna
O mere bhaiya pyare bhaiya
Phir to pehnoge phulo ke har
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Sabka hai kehna anpadh na rehna
Jao guru ji ke dwar
Ek do teen char
Shaitani tum jyada na karna
Shaitani
Shaitani tum jyada na karna
Pandit ji ke gusse se darna
Mere bhaiya ho achhe bhaiya
Nahi to khaoge beto ki mar
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Sabka hai kehna anpadh na rehna
Jao guru ji ke dwar
Ek do teen char
Padh kar sidhe ghar ko hi aana
Padh kar sidhe
Padh kar sidhe ghar ko hi aana
Mithe mithe ladu bhi khana
O mere bhaiya ho
Mere mithe bhaiya
Phir main lungi balaiya hazar
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Sabka hai kehna anpadh na rehna
Jao guru ji ke dwar
Ek do teen char.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shyama Hemady
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar