Ek hai sab hindustani
Ek hai sab hindustani
Jo do samjhe jo do samjhe
Uski hai ye nadani do
Hum sabke do hath hai
Hath hai apne sath to
Sare apne sath hai tin
Aage number tin hai
Jhut bada badsoorat hai
Aur sach bada hasin hai
Char char dishao me sab tha
Char dishao mein sab tha
Purab pashchim utar dakshin
Unke naam ek do tin char
Char ke aage panch hai
Phoolo mein khushboo hai
Aag mein kya hai aanch hai
Chhe ka rup nirala hai
Aisa jaisa darwaje ka tala hai
Sat soor hai sat gitar me
Sare gama padmanisa
Sane pamanisa rega
Soor hai sat gitar me
Sat achambe hai
Sare sansar me
Ath ath baje hai sun aage
Wo achha jo jaldi
Soye aur jaldi jage
Number no ka hai kahana
Number no ka hai kahana
Pas bhalo ke dur
Buro se tum rahana
Das bas bas karo ab so jao
Bas karo ab so jao
Mithe mithe sapno
Me tum kho jao
Ek hai sab hindustani.
Lakshmi Shankar, Usha Uthup
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Baba Sehgal, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi