Ek janib shamme mehfil
Ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana
Girta hain dekhe kaha parwana
Ek janib shamme mehfil
Ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana
Girta hain dekhe kaha parwana
Ek janib shamme mehfil
Ek soo ek shola charago kee anjoman mein
Ek soo range jalwa kisi buth ke pakpan mein
Ek shola ek jalwa aur iname ek diwana
Ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana
Girta hain dekhe kaha parwana
Ek janib shamme mehfil
Usaki kya hai manjil nahee itna bekhabar bhi
Aaya dilbaro mein toh hain kafi ek najar bhi
Inn najro ko yaro kya janu mai anjana
Ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana
Girta hain dekhe kaha parwana
Ek janib shamme mehfil
Kya kya rang nikale hasino kee sadagi se
Itni hai shikayat ke milte hain ajnabi se
Jo aisa beparwah kya use dil uljhana
Ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana
Girta hain dekhe kaha parwana
Ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana
Girta hain dekhe kaha parwana
Ek janib shamme mehfil.
Bhupinder Singh, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi