Ek ladki hai do ladko mein
Ek ladki hai do ladko mein
Aayi hai qayamat sadko mein
Koi jitega koi haarega
Koi jitega koi haarega
Ek ladki hai do ladko mein
Aayi hai qayamat sadko mein
Koi jitega koi haarega
Koi jitega koi haarega
Wo ek ke pichhe baithi hai
Aur nazar hai uski duje par
Wo jaana chahe jiski taraf
Yeh baat hai uski marzi par
Wo ek ke pichhe baithi hai
Aur nazar hai uski duje par
Wo jaana chahe jiski taraf
Yeh baat hai uski marzi par
Yeh open ka tradison hai
Ladki ke haat decision hai
Koi jitega koi haarega
Koi jitega koi haarega
Main beauty queen hun duniya ki
Zara soch samjh kar takrana
Tum aisi akad mein mat rehna
Kahi kal ko pade na pachhtana
Main beauty queen hun duniya ki
Zara soch samjh kar takrana
Tum aisi akad mein mat rehna
Kahi kal ko pade na pachhtana
Tum serious bilkul mat hona
Iski baato mein mat aana
Koi jitega koi haarega
Koi jitega koi haarega
Ham dono tez khiladi hai
Mat samjho ke anadi hai
Par tujhse tezz to dost mere
Yeh chalti meri gaadi hai samjhe
Ham dono tez khiladi hai
Mat samjho ke anadi hai
Par tujhse tezz to dost mere
Yeh chalti meri gaadi hai samjhe
Jab main zid par aa jaunga
Tum se aage badh jaaunga
Koi jitega koi haarega
Koi jitega koi haarega.
Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam
S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar